Heart Touching Dard Shayari Text Status Hindi SMS ๐
Jab jab tune mera dil dukhaya hain,
Maut sa manjar meri zindagi me aaya hain,
Tere bina na din me chain na raat ko neend aati hain,
Kaise batau main tujhe ki teri kami kitna tadpaati hain,
Kis kadar meri aankhein aansu bahati hain,
Na maloom tujhe dil ki bekarari kis kadar badh jaati hain,
Tu rooth jata hai to saanse tham jaati hain,
Har waqt tujh sang ki sab baatein yaad aati hain,
Na jaane meri kismat ka ye kaisa khel hain,
Tere bina meri zindagi ek jail hain.