Best Dard Shayari in Hindi Text SMS Status ๐
Phir aaj usne meri rooh ko rula diya,
Kar ke kuch aisa mera dil tadpa diya,
Par ab bhi hai mohabbat mujhe usse dil-o-jaan se,
Rehna chahta hu mai usi ka pure armaan se,
Naa jaane kyu usne aisa phir is baar kiya,
Phir kyu is kadar mere dil pe waar kiya,
Masoom tha main masoomiyat ki hadd tak,
Is kadar mujhe todoge to jaane zinda rahunga kab tak,
Phir bhi mera aaj ek yahi khyaal hain,
Kyu karte ho mere saath aisa bas mera ek yahi sawaal hain.